Haath Tak Na Mila Saka
Text size
Ye Bhi Theek Hai Wo Chala Gaya
Mujhe Band Raste Par Chor Kar
Woh Juda Bhi Aese Howa K Main
Koi Rasm Bhi Na Nibha Saka
Na Main Paas Usko Bula Saka
Na Main Dil Ki Baat Bata Saka
Woh Hansi Hansi Main Chal Diya
Main Haath Tak Na Mila Saka