Haqiqat Baat Hai

PoetAli Submitted byAli Nawaz
Text size

Apnay Khayalon Main Ajnabi Ko Na Laya Kar
Veeraan Rahon Per Akaila Na Jay Kar

Ho Gaya Hai To Dewana Sa Ali
Yunhi Kissi Ki Nazron Ki Mar Na Khaya Kar

Main Kahin Mar Hi Na Jaon Yar E Dil
Roz To Mere Khayalon Main Na Aya Kar

To Apni Nazar Ka Sadka Utar Dena
Mere Ghumoon Per Na Apna Saya Kar

Main Tot Kar Chakna Chur Howa Hon
Mujay Apne Haseen Hathon Se Na Uthaya Kar

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied