Ishq Hum Unhe Kya Shikhayeen

PoetTears Submitted byKashika Mana
Text size

Ishq Hum Unhe Kya Shikhayeen
Jo Ishq Se Bhagte Hain

Dar Badar Bhatakte Hain
Phit=R Bhi Ishq Chahate Hain

Ye To Wo Paimaane Hain
Chalkana To Jaante Hain
Par Girna Nahi Chahte Hain

Assan Nahi Hota Hain Safar Ishq Ka
Ye To Bina Safar Ke Manzil Chahate Hain
 

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied