Jhilmilati Roshni

Poetzaman farooqi Submitted byzaman farooqi
Text size

Wo Jhilmilati Roshni Ki Talash Main Nikal Gaya
Chaar So Andhera Tha Aur Wo U Bichar Gaya

Wo Deep Ki Udhaas Roshni Main Pyar Say U Pighal Gaya
Wo Ajnabi Anjane Rastoh Par Na Jane Kidhar Gaya

Wo Apne Afsaano Main Tanhaai Misal Gaya
Farooqi Us Ki Talash Main Anjane Rastoh Par Nikal Gaya

Related tags on Parveen Shakir poetry

More Life Poetry

Copied