Judai Poetry For Friends
Text size
Dunia Choray Jata Hoon Main
Us But Say Sakhtgeer Khuda Na Hoga
Wo Mila To Ro Paray Khushi Say Hum
Per Jantay Hain Aisa Sada Na Hoga
Gum-E-Dunia Say Dranay Walo Sun Lo
Gum-E-Yaar Say Ye Gum Bara Na Hoga
Aaj Wo Khud Juda Ho Raha Ha Umair
Jo Khud Kahta Tha Kabhi Juda Na Ho Ga