Ye Raat Kuch Aur Hai Wo Raaty Kuch Aur Hogi
Ye Baat Kuch Aur Hai Wo Baaty Kuch Aur Hogi
Mar Jao Is Raat Ko Me To Kiya Baat Ho Jay Gi
Meri Mulaqat Mery Aaqa K Sath Hojy Gi
Mery Jesa Naseeb Phir Mily Ga Kisi Ko Kaha
Ye Naseeb Kuch Aur Hai Wo Naseeb Kuch Aur Hoga
Madine Ki Thandi Hawa Me Jhoom Jao Me
Madine K Naam He Apni Zindagi Kar Jao Me
Ye Zindagi Kuch Aur Hai Wo Zindagi Kuch Aur Hogi
Aarzo Hai Ye Meri K Rozy-E-Iftar Karo Me Mery Aaqa K Sath
Ye Iftar Kuch Aur Hai Wo Iftar Kuch Aur Hogi
Saday-E-Madina Bhi Sunlo Me Mery Aaqa K Sath
Farz-E-Namazy Bhi Parhlo Me Mery Aaqa K Sath
Ye Namaz Kuch Aur Hai Wo Namazy Kuch Aur Hogi
Ye Duaye Karty Karty Ramazan-Ul-Jumma-Tul-Wida Agaya Hai Ab To
Kash K Is Jumma-Tul-Wida Ko He Saahadat Mustafa Hojy To
Wo Jumma-Tul-Wida Aur Thy Ye Jumma-Tul-Wida Kuch Aujr Hoga