Poetries by Kanwal Shaikh
Wo Tanha Tha Mere Bare Me Jub Usne Socha Nhi Tha
Wo Tanha Tha Magar Itna Nhi Tha
Meri Tasveer Say Karta Tha Batain
Us K Kamray Me Jub Aina Nhi Tha
Samandar Ne Bhi Usay Peyasa Hi Rakha
Wo Jub Sehra Main Tha Peyasa Nhi Tha
Manane Roothne K Khail Main Hum
Bichar Jayen Gay Ye Socha Nhi Tha
Wo Tanha Tha Magr Itna Nhi Tha kanwal shaikh
Wo Tanha Tha Magar Itna Nhi Tha
Meri Tasveer Say Karta Tha Batain
Us K Kamray Me Jub Aina Nhi Tha
Samandar Ne Bhi Usay Peyasa Hi Rakha
Wo Jub Sehra Main Tha Peyasa Nhi Tha
Manane Roothne K Khail Main Hum
Bichar Jayen Gay Ye Socha Nhi Tha
Wo Tanha Tha Magr Itna Nhi Tha kanwal shaikh
Main Tumhain Chahti Nahi Lekin Main Tumhain Chahti Nahi Lekin
Phir Bhi Jub Tum Pass Nahi Hote
Khud Ko Kitna Udas Pati Hon
Gum Say Apne Hawas Pati Hon
Jane Kya Dhun Samai Rehti Hai
Khamoshi Rooh Pe Chaiye Rehti Hai
Main Tumhai Chahte Nahi Lekin
Phir Bhi Jab Tum Udas Hote Ho
Dil Mera Doob Doob Jata Hai
Mere Khuwabon Me Aur Khayalon Main
Aks Tumhara Hi Jhilmilata Hai
Main Tumhain Chahti Nahi Lekin
Meri Sochon Me,Sub Khayalon Main
Sari Baton Main,Sub Hawalon Main
Zikar Tera Hi Jari Rehta Hai
Aik Nasha Rooh Pe Tari Rehta Hai
Main Tumhain Chahti Nahi Lekin Kanwal Shaikh
Phir Bhi Jub Tum Pass Nahi Hote
Khud Ko Kitna Udas Pati Hon
Gum Say Apne Hawas Pati Hon
Jane Kya Dhun Samai Rehti Hai
Khamoshi Rooh Pe Chaiye Rehti Hai
Main Tumhai Chahte Nahi Lekin
Phir Bhi Jab Tum Udas Hote Ho
Dil Mera Doob Doob Jata Hai
Mere Khuwabon Me Aur Khayalon Main
Aks Tumhara Hi Jhilmilata Hai
Main Tumhain Chahti Nahi Lekin
Meri Sochon Me,Sub Khayalon Main
Sari Baton Main,Sub Hawalon Main
Zikar Tera Hi Jari Rehta Hai
Aik Nasha Rooh Pe Tari Rehta Hai
Main Tumhain Chahti Nahi Lekin Kanwal Shaikh
Wo Zara Bhi Nhi Badla Logon Bohat Muddat Bad Usay Dekha Logon
Wo Zara Bhi Nhi Badla Logon
Khush Na Tha Mujh Say Bichar K Wo Bhi
Us K Chehre Pe Likha Tha Logon
Us Ki Ankhain Bhi Keh Daiti Thi
Rat Wo Bhi Nahi Soya Logon
Ajnabi Ban K Jo Guzra Hai Abhi
Tha Kisi Waqt Me Apna Logon
Dost To Khair Koi Kis Ka Hai
Us Ne Dushman Bhi Nhi Samjha Logon
Rat Wo Dard Mere Dil Me Utha
Subha Tak Chain Na Aya Logon
Piyaas Sehraon Ki Phir Taiz Huwe
Abar Phir Toot K Barsa Logon
Bohat Mudat K Bad Us Ko Dekha Logon
Wo Zara Bhi Nhi Badla Logon Kanwal Shaikh
Wo Zara Bhi Nhi Badla Logon
Khush Na Tha Mujh Say Bichar K Wo Bhi
Us K Chehre Pe Likha Tha Logon
Us Ki Ankhain Bhi Keh Daiti Thi
Rat Wo Bhi Nahi Soya Logon
Ajnabi Ban K Jo Guzra Hai Abhi
Tha Kisi Waqt Me Apna Logon
Dost To Khair Koi Kis Ka Hai
Us Ne Dushman Bhi Nhi Samjha Logon
Rat Wo Dard Mere Dil Me Utha
Subha Tak Chain Na Aya Logon
Piyaas Sehraon Ki Phir Taiz Huwe
Abar Phir Toot K Barsa Logon
Bohat Mudat K Bad Us Ko Dekha Logon
Wo Zara Bhi Nhi Badla Logon Kanwal Shaikh
Kal Aaine Pe Hath Uthana Para Mjhe Marti Huwe Zameen Ko Bachana Para Mjhe
Badal Ki Tarah Dasht Me Ana Para Mjhe
Wo Kar Nhi Raha Tha Mere Bat Ka Yaqeen
Phir Yun Huwa K Mar K Dikhana Para Mjhe
Bhule Say Mere Simat Koi Dekhta Na Tha
Phr Yun Huwa K Chehre Pe Aik Zakham Lagana Para Mjhe
Us Ajnabi Say Hath Milane K Waste
Mehfil Me Sub Say Hath Milana Para Mjhe
Yadain Thin Aise K Bad-Az Farokat Bhi
Us K Ghar Ki Dekh Bhal Ko Jana Para Mjhe
Us Bewafa Ki Yaad Dilata Tha Baar Baar
Kal Aaine Pe Hath Uthana Para Mjhe Kanwal Shaikh
Badal Ki Tarah Dasht Me Ana Para Mjhe
Wo Kar Nhi Raha Tha Mere Bat Ka Yaqeen
Phir Yun Huwa K Mar K Dikhana Para Mjhe
Bhule Say Mere Simat Koi Dekhta Na Tha
Phr Yun Huwa K Chehre Pe Aik Zakham Lagana Para Mjhe
Us Ajnabi Say Hath Milane K Waste
Mehfil Me Sub Say Hath Milana Para Mjhe
Yadain Thin Aise K Bad-Az Farokat Bhi
Us K Ghar Ki Dekh Bhal Ko Jana Para Mjhe
Us Bewafa Ki Yaad Dilata Tha Baar Baar
Kal Aaine Pe Hath Uthana Para Mjhe Kanwal Shaikh