Tere Liye

Poet Submitted bykanwal Shaikh
Text size

Tere Liye Raatain Jagon
Tere Liye Sub Kuch Likhon
Tere Liye Chup Rahon
Tere Liye Sub Kuch Kahon
Tere Liye Din Bhi Raat Bhi
Tere Lie Meri Zaat Bhi
Tere Liye Shamso Qamar
Tere Liye Shaam O Sehar
Tere Liye Meri Dua
Tere Liye Sub Ho Atta
Tere Liye Meri Umar
Mere Liye Teri Ik Nazar

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied