Khayal

PoetSts Zaidi Submitted bySts Zaidi
Text size

Woh Tum Na The Ik Khayal Tha
Meri Soch Ka Hi Ek Kamal Tha

Woh Mohabbatain Woh Chahatain
Woh Uljhanon Ka Hi Jaal Tha

Mere Dil Main Theen Jo Ronaqain
Woh Tera Hi Husn-O-Kamal Tha

Jawaab Jis Ka Na Mil Saka
Woh Aisa Hi Ek Sawal Tha

Woh Aaj Mila To Yun Laga Yehi To Hai
Woh Jis Ka Barson Se Intezar Tha

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied