Khushi Ager Waqt Pey Mil Jaey
Text size
Khushi Ager Waqt Pey Mil Jaey Tu Acha Hai
Khawab Ko Tabeer Mil Jaey Tu Acha Hai
Jalay Koi Kab Taak Apny Ankho K Charagh
Musafer Jald Loot Aey Tu Acha Hai
Youn Tu Panchhi B Mayoos Ho K Ur Jaty Hain
Bahar Ager Waqt Pey Aa Jaey Tu Acha Hai
Waqt K Saath Jazbey Maar Jaaty Hain
Jazbo Ka Bharam Reh Jaey Tu Acha Hai