Kuch Log Bhot yaad Ate Hain

PoetHaroon Ur Rasheed uDas Submitted byHaroon Ur Rasheed uDas
Text size

Yaad Ke Angan Main Ab Kuch Log Yaad Ate Hain
Khushi Ke Alam Main Bi Aksar Log Rula Jate Hain

Nikalna Jab Bi Chaha Unain Dil Ke Chaman Se
Khushboo Ki Tarah Ban Kar Har Soo Chaa Jate Hain

Khushyan Jab Bi Talaash Main Nikalti Hain Meri
Gham Raah Main Kharhay Har Bar Takra Jate Hain

Yaadon Main Ghir Gai Hai Ab To Zindagi Is Qadar
Khof-E-Deedar Hai Is Qadar Ke Soch Ke Ghabra Jate Hain

Hadsay Achanak He Hote Hain Zindagi Main Haroon
Cheen Lete Hain Bhot Lekan Bhot Kuch Hi Sikha Jate Hain

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied