Lums Ka Tilsim
Poet: Nadia Shahid By: Nadia Shahid, lahoreMain Jo Khud Ko
Kaie Saalon Se
Tumhare Lums K Talism Main
Qaid Samajhti Thi Janaan
Aaj Jab Kisi Ne
Meri Maarzi K Bina
Mujh Ko Zabardasti Choa To
Aisa Laga K
Wo Talism Toot Gaya
More Sad Poetry






