Wo Log Jo Asman Ki Blandion Ko Chonay Niklay
Hawaoon K Badalney Se Badla Nahi Kertay
Youn Zandgi Ki Morat Ko Trashnay Walay
Kabi Kachay Dagoo Se Khud Ko Banda Nahi Kertay
Bari Khobi Se Nikal Jatay Hain Her Manzal Se Agay
Jo Rasmon Main Khud Ko Uljaya Nahi Kertay
Faqat Do Pal K Ahsas Ki Bat Hai Dosto
Samander Tu Kabi Kozoon Main Thehra Nahi Kertay
Wo Nazarey Jo Sham Ko Doobay Nazer Atay Hai
Kabi B Apnay Shabab Pe Etraya Nahi Kertay
Do Pal K Zindgani Hai Jo Chahay Ker Lo Khuram
Ye Lamhey Kabi Dobara Bulaya Nahi Kertay