Mohabbat Maine Ki
Poet: Shamsul "ShamS" By: Shamsul Hasan, New DelhiTum Par Kya Ilzaam
Mohabbat Maine Ki
Main Thehra Badnaam
Mohabbat Maine Ki
Patjhar Hain Dil Ke Sabhi Gul-E-Gulshan Ab
Bas Likha Hai Tera Naam
Mohabba Maine Ki
Tum Par Kya Ilzaam
Mohabbat Maine Ki
Main Thehra Badnaam
Mohabbat Maine Ki
Kaghaz Ki Kashti Safar Hai Barish Ka
Haathon Mai Hai Jaam
Mohabbat Maine Ki
Tum Par Kya Ilzaam
Mohabbat Maine Ki
Main Thehra Badnaam
Mohabbat Maine Ki
Ashq Nighaaein Aur Bechaara Dil Mera
Ho Baithe Nilaam
Mohabbat Maine Ki
Tum Par Kya Ilzaam
Mohabbat Maine Ki
Main Thehra Badnaam
Mohabbat Maine Ki
Ab Ke Phir Jo Ishq Ka Main Rasta Dekhoon
Ho Mujhpe Ishq Haraam
Mohabbat Maine Ki
Tum Par Kya Ilzaam
Mohabbat Maine Ki
Main Thehra Badnaam
Mohabbat Maine Ki
Baad Tere Iss Dil Ka Mol Lagana Hai
De Koi Kuch Bhi Daam
Mohabbat Maine Ki
Tum Par Kya Ilzaam
Mohabbat Maine Ki
Main Thehra Badnaam
Mohabbat Maine Ki
Main Shayar Meri Itni Si Had Hai Ae "Shams"
Meri Ghazalon Mai Tera Naam
Mohabbat Maine Ki
Tum Par Kya Ilzaam
Mohabbat Maine Ki
Main Thehra Badnaam
Mohabbat Maine Ki.
ایک چہرے سے تھا روشن دلِ ویران ہمارا
وہ جو بچھڑا تو اُجڑنے لگے منظر سارے
جیسے قسمت سے نکل جائے نگہبان ہمارا
اس کی یادوں کے چراغوں سے ابھی تک روشن
رات کے وقت بھی لگتا ہے بیابان ہمارا
ہم نے ہر درد کو خاموشی میں پالا برسوں
لوگ سمجھا کیے آباد ہے ایوان ہمارا
اور بدلے میں فقط درد ہی سنبھالا ہے
ہر الزام کی بارش میں اکیلا ہی رہا
میں نے سچ بول کے خود کو ہی اُچھالا ہے
جس کو ہم نے دل و جاں سے بھی عزیز رکھا
اُس نے ہر لمحہ میری مخالفت میں نکالا ہے
ہر گناہ کیا گیا مجھ سے ہی منسوب
میں نے حالات کو خاموشی سے ٹالا ہے
مایوسی نے مجھے توڑ کے دیکھا ہے مگر
میرے حصّے میں فقط صبر کا پیالہ ہے
خواب آنکھوں سے اڑے، نیند بھی روٹھ گئی
اے زندگی، تونے مجھے کس روگ میں ڈالا ہے
سلمانؔ یہ ہنر نہ آتا تو کب کا مر جاتا
میں نے ہر زخم کو راحت میں ڈھالا ہے







