Muhabat Bas Ek Karobar Hay

Poetzaman farooqi Submitted byzaman farooqi
Text size

Jaaoun Hum Nay Tum Ko Chor Diya
Ab Rishta Naata Tor Diya

Wo Baatain Wadain Bhol Gaiay
Armano K Diyay Ab Sool Gaiay

Pholo Ko Khareedna Chor Diya
Jaaoun Ab Hum Nay Tum Ko Chor Diya

Wo K C Kaali Raatain Thi
Jo Tum Muj Ko Rulaati Thi

Ab Roona Hum Nay Chor Diya
Tum Say Rishta Tor Diya

Sab Baatain Kitni Fazool Thi
Chaaro Taraf Bas Dhool Thi

Sab Baatain Jhot Baikar Hay
Muhabat Bas Ek Karobar Hay

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied