MUHABAT KI BAND KITAABO MAIN
Text size
Jin Chehro Say Muhabat Thi Kabhi Ab Wo Anjan Say Lagtain Hain
Mat Kholo Maazi Ki Kitabe Dil Par Bohat Azaab Say Lagtain Hain
Har Safay Par Wafa K Qisay Bharay Hain
Un Qiso Main Kitne Arman Jale Hain
Kahi Muhabat Ki Barish Baras Rahi Hain
Toh Kahi Judaai Ki Aagosh Main Ghiray Howay Hain
Wo Deep Bhi Lahu-A-Jigar Mangtain Hain
Jo Khud Tail Say Bharay Howay Hain
Khoya Rehta Hain Farooqi Apni Thareer K Alfaazo Main
Maazi K Talkh Rivaajo Main Muhabat Ki Band Kitaabo Main