Mujhe Kia Khaber Thee

PoetNigar Sajad Zaheer Submitted byNigar Sajad Zaheer
Text size

Mujhe Kia Khaber Thee Ek Din Mera Aisa Hal Hoga
Mujhe Rat Din Her Ek Pal Youn Tera Khayal Hoga

Meri Aakhri Ghari He Mere Pas Aa K Betho
Meri Hasti E Wafa Ko Nahi To Malal Hoga

Koi Din Ki Baat He Phir Na Nigar Aisi Hogi
Na Teri Nigah Aisi Hogi Na Mera Jamal Aisa Hoga

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied