Na Janey Aysa Kiyon Hy

Poetfaiz kaleem jawad Submitted byfaiz kaleem jawad
Text size

Na Janey Aysa Kiyon Hy K Jub Bhi Tujhy Yaad Karon
Sakta Tari Ho Jati Hy Jub Bhi Tujhy Yaad Karon

Mohabet To Mohabet Hoti Hy Mohabet Mein An'na Kesi
Shayed Isi Liye Sham O Saher Main Tujhy Yaad Karon

Tery Bagair Rehny Ki Aaddet Kal Thi Na Ab Hy
Ker K Tasawur Tera Ashak Bahaown Ar Tujhy Yaad Karon

Larez Jaty Hain Mery Ghar K Khali Dewaar O Dar
Rottey Huwey Jub Tanhai Mein Main Tujhy Yaad Karon

Ho Sakey To Kabhi Gour Ker Meri Hallet E Zaar Ko Deakh Ker
Kiyea Hain Tum Ne Kitny Situm Phir Bhi Main Tujhy Yaad Karon

Ab ::Faiz ::Tum Is Ko Hosla Kaho Ya Kaho Meri Khud Garzi
Tu Bhol Choka Hy Mujhy Main Ab Bhi Tujhy Yaad Karon
 

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied