Add Poetry

Naa Kho Jahin Yeh Loug

Poet: waqas khalud By: waqas khalid, gujar khan

Naa Kho Jahin Yeh Loug Phir Is Gulshan Main
Ho Jahe Aaj Phir Ujre Hue Mosmoon Ki Baat

Unhain To Yeh Jaan Kar Wahem Hi Lage Ga
Baharoon Main Sun Kar Ujre Hue Mosmoon Ki Baat

Yeh Musa-O-Noh Ka Kisa Khulla He Kahin
Yeh Ho Rahi He Kidher Ujre Hue Mosmoon Ki Baat

Jar Se Hi Ukhar Kar Le Gae Hain Yeh Toofan
Sun Ke Zara Dar Ujre Hue Mosmoon Ki Baat

Hamain Dakh Rahin Hoon Ge Wo Bozurag Bhi Kahin Se
Jo Kar Gahe Be-Fikar, Ujre Hue Mosmoon Ki Baat

Ab Yeh Zeest Na Hi Dekhe Is Haqeeqat Ko
K Manti Nahin Nazar Ujre Hue Mosmoon Ki Baat

Rate it:
Views: 613
11 Apr, 2008
Related Tags on Life Poetry
Load More Tags
More Life Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets