Najane Kuch Dino Se

PoetZeeshan Submitted byZeeshan
Text size

Najane Kuch Dino Se
Lafzo Kho Gaye Hain Mere Shayad
Kaise Main Haal-E-Dil Byaan Karun

Chuba Ho Jaise Teer Seene Mean
Kaise Iss Marz Ki Main Dawa Karun

Rona Chahti Hun Par Ro Nahi Sakti
Uski Yaad Ko Kaise Main Ruksat Karun

Likha Hai Aaj Bhi Unka Naam Dil Par
Kaise Main Kisi Aur Se Pyaar Karun

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied