Nasib
Text size
Milna Itafaq Tha
Bicharna Nasib Tha
Woh Itna Dor Tha
Jitna Qarib Tha
Mai Usko Dekhne Ko Tasarta Reh Gaya
Jis Shakhas Ki Hathli Par Mera Nasib Tha
Basti K Log Atish Parast Thay
Ghar Jal Raha Tha Mera
Samandar Karib Tha
Kahan Talash Karon Apne Pyar Ko
Har Shakhas K Gale Mai Nishane Salib Tha