Poetries by Neelam Ali
Flirt Bhla Ye Koi Baat Hui
Her Maur Pr,Her Chorahy Pr
Galiyun Mein,Munderoun Pr
Her Koi Kisi Na Kisi Sy
Muhabbat Ka Aseer Hai
Naam Nihad Muhabbat Ka
Is Dunya Mein Jahan
Her Koi Masroofiyat Ka Rona Rota Hai
Logon K Pas Itna Waqt Kahan Sy Ata Hai
K Wo Muhabbat Kren Phly Aur Phir,
Izhar Bhi Daagh Dalen
Main Mutafik Nahi Is Bat Sy
Muhabbat Gr Sachi Ho To Usy
Izhar Ki Zarurat Hai Kya ?
Sb Naam Ki Muhabbat Krty Hain
Chahty Hain,Kho Dety Hain Phir
Bhool Jaty Hain
Aur Phir Zindagi K Jhamely
Itni Fursat Hi Kb Dety Hain
K Mazi Ki "Muhabbat" Ko Yad Kia Jay
Sb K Sath Esa He Hota Hai
Aur Aaj Kal Ki Muhabbat Bhi To Ikhtiyari Hai
Aajkal K Saainsi Daur Mein
Aik Rebort Ki Tarha
Jab Chaho Muhabbat Kr Lo, Phir
Jab Chaho Bhul Jao
Dil Sy Nikal Kr Shopping Pr Chaly Jao
Koi Business Deal Kro Ya
Kisi Naye Sathi K Sath "Candel Light Dinner"
Aik Khas Waqt Tk Muhabbat Kro Phir
Aik Khas Hadd Tk Usy Bhul Jao
Ye To Koi Baat Na Hui Na
Phir Bhi
Subha O Shaam, Din Raat
Chalty Phirty, Uth'ty Beth'ty
Dil Sy Tumhari "MUHABBAT" Ka Aitraf Krty Huy
Ik Kamini Si Khushi Hoti Hai
Neelam Ali
Her Maur Pr,Her Chorahy Pr
Galiyun Mein,Munderoun Pr
Her Koi Kisi Na Kisi Sy
Muhabbat Ka Aseer Hai
Naam Nihad Muhabbat Ka
Is Dunya Mein Jahan
Her Koi Masroofiyat Ka Rona Rota Hai
Logon K Pas Itna Waqt Kahan Sy Ata Hai
K Wo Muhabbat Kren Phly Aur Phir,
Izhar Bhi Daagh Dalen
Main Mutafik Nahi Is Bat Sy
Muhabbat Gr Sachi Ho To Usy
Izhar Ki Zarurat Hai Kya ?
Sb Naam Ki Muhabbat Krty Hain
Chahty Hain,Kho Dety Hain Phir
Bhool Jaty Hain
Aur Phir Zindagi K Jhamely
Itni Fursat Hi Kb Dety Hain
K Mazi Ki "Muhabbat" Ko Yad Kia Jay
Sb K Sath Esa He Hota Hai
Aur Aaj Kal Ki Muhabbat Bhi To Ikhtiyari Hai
Aajkal K Saainsi Daur Mein
Aik Rebort Ki Tarha
Jab Chaho Muhabbat Kr Lo, Phir
Jab Chaho Bhul Jao
Dil Sy Nikal Kr Shopping Pr Chaly Jao
Koi Business Deal Kro Ya
Kisi Naye Sathi K Sath "Candel Light Dinner"
Aik Khas Waqt Tk Muhabbat Kro Phir
Aik Khas Hadd Tk Usy Bhul Jao
Ye To Koi Baat Na Hui Na
Phir Bhi
Subha O Shaam, Din Raat
Chalty Phirty, Uth'ty Beth'ty
Dil Sy Tumhari "MUHABBAT" Ka Aitraf Krty Huy
Ik Kamini Si Khushi Hoti Hai
Neelam Ali
Suno Tum Toot Na Jana Suno Tum Toot Na Jana
Naseeb Apna Faraqat Ha
Judai Gar Muqaddar Ha
Bichharna To Pry Ga Hi
Muhabbat Hi To Wehshat Hai
Muhabbat Hi Azeeyat Hai
Mgr Tum Rooth Na Jana
Suno Tum Toot Na Jana
Intzar Katt Hi Jay Ga
Ye Din Lot Ayn Gy
Chand Palon Ka Khel Hai
Wo Waqt Phr Bulyn Gy
Lamhon Ki Qitaron Sy
Magr Tum Chhoot Na Jana
Suno Tum Toot Na Jana Neelam Ali
Naseeb Apna Faraqat Ha
Judai Gar Muqaddar Ha
Bichharna To Pry Ga Hi
Muhabbat Hi To Wehshat Hai
Muhabbat Hi Azeeyat Hai
Mgr Tum Rooth Na Jana
Suno Tum Toot Na Jana
Intzar Katt Hi Jay Ga
Ye Din Lot Ayn Gy
Chand Palon Ka Khel Hai
Wo Waqt Phr Bulyn Gy
Lamhon Ki Qitaron Sy
Magr Tum Chhoot Na Jana
Suno Tum Toot Na Jana Neelam Ali
Bechain Safar Kya Krta Chand Bechain Safar Kya Krta Chand
Tanha Pagal Marta Chand
Raat Ky Dukh Bhi Kitny Ujly
Khwab Adhuray Darta Chand
Us Ky Roop Ky Aks Dikhay
Zakhm Hary Sb Krta Chand
Hijar Ki Shab Gham Sawa Kry
Sab Kuch Karta Dharta Chand
Raat Ki Ankhon Ny Sb Dekha
Charhta Chand Utarta Chand
Mainy Us Ky Roop Mein Dekha
Sanwarta Chand Nikharta Chand
Us Ki Ankh Mein Thehra Paani
Pighlta Chand Bikharta Chand
Jaaty Samy Kitna Dilkash Tha
Ankh Mein Ansu Bhrta Chand
Mujh Sy Bichhr Kr Tu Ny Kis Ko
Dekha,Socha,Barta Chand !!!!!!!
NEELAM ALI
Tanha Pagal Marta Chand
Raat Ky Dukh Bhi Kitny Ujly
Khwab Adhuray Darta Chand
Us Ky Roop Ky Aks Dikhay
Zakhm Hary Sb Krta Chand
Hijar Ki Shab Gham Sawa Kry
Sab Kuch Karta Dharta Chand
Raat Ki Ankhon Ny Sb Dekha
Charhta Chand Utarta Chand
Mainy Us Ky Roop Mein Dekha
Sanwarta Chand Nikharta Chand
Us Ki Ankh Mein Thehra Paani
Pighlta Chand Bikharta Chand
Jaaty Samy Kitna Dilkash Tha
Ankh Mein Ansu Bhrta Chand
Mujh Sy Bichhr Kr Tu Ny Kis Ko
Dekha,Socha,Barta Chand !!!!!!!
NEELAM ALI
ISM-e-MUHABBAT Muhabbat Jesy
Barish Ki Kin Min Mein Bheegi
Ik Khalandri Titli
Aur Us K An Chhuy Rangoun Ka
Sundar Sapnoun Sa Jaala
Sarshaari Us K Badan Sy Khelay
Pur Pur Utarti Jay
Us K Ragoun Ki Serabi Chhu K
Boond Boond Sargam Ho Jay
Lekin Bichherty Rangoun Ka Chehra
Ghor Bhyanak Ho Jata Hai
Sandal Rang Ka Akhri Lams Bhi
Qatra Qatra Kho Jata Hai
Aur Dekho Na
Ropehli Barish Mein Bheegi
Ik Ajab Laparwah Titli
Apni Hasti Kho Jati Hai
ISM-E-MUHABBAT Ho Jati Hai Neelam Ali
Barish Ki Kin Min Mein Bheegi
Ik Khalandri Titli
Aur Us K An Chhuy Rangoun Ka
Sundar Sapnoun Sa Jaala
Sarshaari Us K Badan Sy Khelay
Pur Pur Utarti Jay
Us K Ragoun Ki Serabi Chhu K
Boond Boond Sargam Ho Jay
Lekin Bichherty Rangoun Ka Chehra
Ghor Bhyanak Ho Jata Hai
Sandal Rang Ka Akhri Lams Bhi
Qatra Qatra Kho Jata Hai
Aur Dekho Na
Ropehli Barish Mein Bheegi
Ik Ajab Laparwah Titli
Apni Hasti Kho Jati Hai
ISM-E-MUHABBAT Ho Jati Hai Neelam Ali