Pathron Ke Basti

PoetFaraz Submitted byMinhal
Text size

Pathron Ke Basti Mein Karobar Sheshy Ka
Koi Bhe Nahi Karta Eitbar Sheshy Ka

Kanch K Bany Putly Thori Door Chalty Hain
Char Din Ka Hota Hai Khumar Sheshy Ka

Ban Sanwar K Harjai Aaj Ghar Se Nikla Hai
Jany Kon Hota Hai Phir Shikar Sheshy Ka

Logo Es Zamany Mein Arzi Hain Sab Rishty
Mein Ne Bhe Banaya Tha Ek Yaar Sheshy Ka

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied