Payaar Karna Hi Choor Diya

PoetRehan Submitted byRehan Mughal
Text size

Hum Ne Kisi Ki Yaad Mein Rona Hi Choor Diya
Apni Zindgi Ko Talash Karna Hi Choor Diya

Sab Biti Hoi Raqabatain Bhoola Di Hum Ne
Ab Dil Mein Mazi Basana Hi Choor Diya

Kabhi Na Mange Ge Kisi Se Bhik Muhabbat Ki
Isliye Hum Ne Payaar Karna Hi Choor Diya

Har Chehra Deta Hai Nai Thais Dil Ko
Hum Ne Chehroon Ka Dhooka Khana Hi Choor Diya

Kanton Se Bhar Detay Hai Loog Daman-E-Raza
Ab Aangan Mein Phool Khilna Hi Choor Diya
 

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied