Pehchaan Apni

PoetNadim Sarwar Submitted byMohammad Nadim Sarwar
Text size

Daron Mein Rehkar Chamak Chor Jaungi
Pehchaan Apni Dur Talak Chot Jaungi

Khamoshiyon Ki Maut Gawara Nahi Mujhe
Sheesha Hun Agar Tooti Tou Apni Khanak Chor Jaungi

Na Jaane Kyun Haal-E-Dil Batana Nahi Aata
Kyun Kuch Kadam Saath Chalne Ke Baad

Saathi Bichar Jaate Hai Hamesha Humse
Shayad Humein Hi Saath Nibhaana Nahi Aata

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied