Add Poetry

Qittay

Poet: Momo Choudhry By: Momo Choudhry, karachi

Fiqr_O_Faqa Bhi Khoob Hey Aj Kul
Na Milay Daal, Na Milay Kahen Cheeni
Achi Hakomut Ka Nara Lugatay Hain Khud
Soney Key Bhao Bik Rahi Hey Cheeni

Na Milay Cheeni Aur Load Shading Ka Saylab Ho
Insan Beybusi Ka Jaam Pi Ker Hi Reh Jai Ga
Kaffan Say Bhi Phir Ho Jai Gi Chuti Uski
Khudkush Bum Dhamaka Hi Bus Kam Ker Jai Ga

Khulay Phir Rahey Hain Her Teruf Shaitan
Awam Key Masayil Khabi Hul Na Hon Gey
Insanyut Key Jamay Main Hakoomut Ho Rahi Hey
Ab Her Taruf Khudkush Bum Dhamakey Hi Hon Gay

Bachey Humara Mustaqbil, Jawan Humara Ameen
Insanon Ki Smugling Hoti Hey Yahan
Un Dekhi Unjani Munzil Ki Turuf Rawan Dawan
Ub Khudkush Bum Dhumakon Ki Kami Nahen Yahan

Kulb Ki Kafiut Hum Kisi Ko Bata Nahen Suktey
Ansowun Ka Sumundur Kisi Ko Dikha Nahen Saktey

Rate it:
Views: 355
08 Jan, 2010
More Political Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets