Safar e Zindagi

PoetSalar Ahmed Salar Submitted bySalar Ahmed Salar
Text size

Shab E Gham Mein Chalta Hai Musafir
Rukh E Ulfat Sy Rootha Hai Musafir

Mit Kr Kisi Ghazaal Pr Behta Hai Yahan
Lut Kr Jesay Behta Karta Hai Musafir

Safar E Zindagi Aasaan Nahi Hai Magar
Chal Raha Hai Musalsal Ye Musafir

Lot Kr Nahin Aana Kisi Ny Is Dr Pr
Sochta Hai Kiun Kr Ye Musafir

Mila Jo Jo Miley Ga Aagey Yahan
Khaak Mein Mil Jaye Ga Ye Sb Or Tu Aye Musafir

Wah Ry! Qudrat Hai Teri Kaya Khudawand
Tuney Banaya Hai Kaya Khoob Hmko Musafir

Related tags on Parveen Shakir poetry

More Life Poetry

Copied