✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
Sahil
Search
Add Poetry
Poetries by Sahil
Mai Ne Be Suna Hai Ke Mausam Palat K Aatain Hain
Mai Ne Be Suna Hai Ke Mausam Palat K Aatain Hain
Uss Jagga Kyon Kari Ho Jahan Sirf Sannatain Hain
Tum Se Bichar Jaanay Ki Hamay Kabi Ulfath Na Thi
Saath Tu Ne Chora, Hamse Kyon Ye Shikayatain Hain
Teri Yaadon Ko Yaad Kernay Ka Ye Aalam Hai Jaana
Kabi Dinn Bechain Tho Kabi Adhoori Raatain Hain
Bohat Yaqeen Dilaya Tumhay Apni Wafaawon Ka
Shayed Tum Samji Ke Ye Puraani Baatain Hain
Iss Qadar Fikar Hai Hamay Teray Faislon Ki
Hansi Khushi Ke Teri Gali Se Chalay Jaatain Hain
Na Yaad Dilao Hamay Wo Yaadain Wo Guzray Din
Wo Lamhain Hamay Phir Se Paas Bulaatain Hain
Muj Se Juda Ho Ke Kaisay Ye Mera Khayal Aaya?
Dil Phir Se Toot Jaanay Se Ham Gabraatain Hain
Teri Yaadain Abb Be Zinda Hai Seenay Mai Jaana
Yaqeen Nahi Tho Dil Cheer Ke Dikaatain Hain
Shayed Hee Abb Kisi Pe Barosa Ho Aye SAHIL
Kuch Pyar Jataatain Hain, Kuch Dil Jalaatain Hain
Sahil
Copy
Jo Apna Nahi Hota
Jo Apna Nahi Hota, Usay Aoroun Ki Pehchaan Kahan
Sayaa Be-Jaan Hotha Hai, Uss Mai Kisi Ki Jaan Kahan
Bichar Ke Mayoos Honay Ko Chahath Nahi Kehthay
Shiddath Se Jo Mohabbat Na Karay Wo Insaan Kahan
Are Ye Koi Awaz Nahi, Sirf Wehham Hai Tumhara
Adhooray Dil Mai Lafzoon Ka Aisa Toofan Kahan
Ekk Arsaa Laga "SAHIL" Ko Mohabbat Samajnay Mai
Kaash Tum Be Jaan Jao Ke Mohabbat Ki Shaan Kahan
Sahil
Copy
Jab Hum Nahi Hothay
Jab Hum Nahi Hothay, Thab Be Tumharay Pass Hothay Hain
Wahan Tum Parishaan, Yahan Ham Udaas Hothay Hain
Ye Ulfath Hai Hamari, Koi Gharoor Ya Be-Rukhi Nahi
Tum Sehraa Ho Or Ham Sehraa Ki Pyaas Hothay Hain
Sahil
Copy
Chalo Manaa Ke Waqt Kabi
Chalo Manaa Ke Waqt Kabi Tehertha Nahi
Parr Iss Ke Zulm Ko Har Koi Sehtha Nahi
Jiss Ko Khod Pe Barosa Ho Tha Hayaath
Waqt Ko Harraanay Se Wo Kabi Dartha Nahi
Na Kabi Shikasta Raho Na Zangg Khurda
Kamzor Iraado Pe Insaan Chaltha Nahi
Khud Pe Yaqeen Ker Manzil Paanay Ke Liye
Ye Muqaddhar Khud-Bakhud Badaltha Nahi
Jo Na-Umeedi Mai Himmath Haar Jaye
Us Ko Ye Waqt Be Muaaf Kertha Nahi
Khof-E-Khuda Ke Sath Ibadat Be Ho Aye "SAHIL"
Iss Ke Bina Be Aakhirath Rehtha Nahi
Sahil
Copy
Adhooray Thay Tumharay Bin
Adhooray Thay Tumharay Bin, Adhooray Ab Be Rehthay Hain
Tum Zara Si Baat Kehthi Ho, Chalo Ye Gham Be Sehthay Hain
Ye Kis Mohabbat Ki Aarzoo Hain Lafzon K Aainay Mai?
Aisee Baatain Aksar Ham Nigahoon Se Kehthay Hain
Sahil
Copy
Faraq-e-Yaar
Faqath Khayal-E-Yaar Mai Thadapna Mohabbath Be Nahi
Neend Se Gilla Nahi, Moat Se Shikayath Be Nahi
Ye Kaisee Mohabbath Hai Jo Sirf Bemaar Kerthi Hai
Faraq-E-Yaar Mai Zinda Rehnay Ki Ijazat Be Nahi
Sahil
Copy
Teri Yaad
Muqaddar Ko Dosh Na Do, Manzilon Ko Chornay K Liye
Safar-E-Zeest Nahi, Ekk Pal Chahye Kisi Ka Honay K Liye
Tumhay Milna Hai Jaanaa Se Izhaar Ulfath Ki Khatir
Hamay Sirf Bahana Chayeye Teri Yaad Mai Ronay Ke Liye
Sahil
Copy
Bohat Yaad Awo Gi
Thi Wabastha Kuch Umeedain Tum Se
K Tum Hamay Kabi Na Bhool Paawo Gi
Jab Tak Udaas Thi, Hamay Yaad Rakka
Jab Khushi Milli Tho Kia Duur Jao Gi?
Tum Se Duur Rehna Majboori Thi Hamari
Na Khud Samji, Na Kisi Or Ko Samjao Gi
Be-Qarrai Mai Bi Bohat Intizar Kiya
Nahi Socha Tha Ithni Be-Rukhi Dikaao Gi
Kuch Tho Kehthi Mujse Ya Kisi Or Se
Sab Kho Diya, Abb Mujay Bi Ganwawo Gi
Teri Duuri Mai Bi Tera Khayal Aaya
Mudd Mudd K Dekha K Kab Tum Bulaao Gi
Sirf Dosti Nahi, Dil Se Dosti Ki Thi
Kithna Sathao Gi, Or Kithna Rulaao Gi?
Bohat Dhuk Hai Tumhay Kho Denay Ka
Kia Apnay Dil Se Hamay Nikaal Paawo Gi?
Teray Sath Guzray Harr Lamhay Ki Qasam
Bohat Yaad Awo Gi, Tum Bohat Yaad Awo Gi
Sahil
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets