Poetries by Syed M Saqlain A Shah
Do Lafz To Hm B Likhain Gy, Tery Pyar Ma Guzry Lamhon K Do Lafz To Hm B Likhain Gy, Tery Pyar Ma Guzry Lamhon K
Koi Chahat Teri Pany Ko, Zindigi Ki Bazi Haar Gia
Na Ashq Rahy In Ankhon Ma, Na Dard Raha Is Seeny Ma
Jo Tarsa Barsoon Khushion Ko, Wo Ghum K Boojh B Utaar Gia
Yeh Kaisi Chahat Thi Us Ki, Her More Pe Apna Kehta Tha
Hony Ko Jb Waqt Aya, Kisi Aur Ko Wo Pokaar Gia
Ab Jeeny Ki Hi Arzu, Na Pany Ki Kuch Justoju
Jb Hosh Ma A K Socha To, Phir Pyar Ka Khumar Gia
Dil Ma Basny Walon Ko, Kaisy Bhoolo Gy Saqlain
Pehly Hi Hath Khali Thy Aur Ab Yeh Ikhtiar Gia Saqlain Mujay Roko Na K Dil Mera, Kehain Toot Na Jaie Mujay Roko Na K Dil Mera, Kehain Toot Na Jaie
Mukadar Ko Hawaoon Main, Sanwara Hum Nain Kertay
Jo Boolahy Hoon, K Dosti, Moqaddas Ek Fareeza Hi
Unhi Dooston Ko Phir, Pokaara Hum Nain Kertay
Meri Rahoon Se Juda, Wo Ek Pal Main, Keun Ho Gay
Juda Ho K, Milnay Ki Dua, Dobara Hum Nain Kertay
Meray Chehray Ki Ronakian, Mannad Per Gai Hain Keun
Saza Hi Payar Ki Gar Yeh, Khudara Hum Nain Kertay
Humari Dastras Main Hi, Tumhain Chahna Kuch Aasay Hi
K Bin Teray, Mouat Ko, Gawara Hum Nain Kertay
Sapnay Ko Haqiqat Main Badalany Ki Na Koshash Ker
Haqeeqat Main Sapnoon Ka, Nazara Hum Nain Kertay
Bari Mushkal He Hoti Hi Janoon-E-Ishq Main Saqlain
Kafeeat Dil Ki Asi, O Yara Hum Nain Kertay saqlain shah