Sari Raat Ki Jagi Aankhen College Me Kya Parhti Hongi

PoetShahbaz Ahmed khaskheli Submitted byShahbaz Ahmed
Text size

Sari Raat Ki Jagi Aankhen College Me Kya Parhti Hongi
Khul Na Jaye Kahin Raz-E-Dil Har Waqt Is Se Darti Hongi

Jane kese Kidher Se Aaye Ga Un K Khawabon Ka Shehzada
Chupkay Chupkay Jis K Bare Me Wo Sochti Hongi

Aansoun K Sath Jane Kya Un Me Chupa Hai
Jis K Khony K Dar Se Hamesha Hi Wo Hansti Hongi

Wasi Jab Se Dekhi Hain Sharmeeli Si Wo Aankhen Mene
Tab Se Ye Soch Raha Hun Wo Aankhen Kis Ko Doondhti Hongi
 

Related tags on Parveen Shakir poetry

More Life Poetry

Copied