Shikwa

Poetbadar badauni Submitted bybadar uz zaman
Text size

Apna To Kisi Dar Pe Thikaana Nahi Raha
Yani Ki Ab Ghar Se Nikalna Nahi Raha

Masrufiyat Ne Shayad Usko Bhula Diya
Ya Khud Ko Sochne Ka Bahaana Nahi Raha

Jisko Sunaye'in Gham-E-Dil Hon Jis Se Shikayate
Esa Bhi Koi Shakhs Puraana Nahi Raha

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied