✕
Poetry
Famous Poets
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
More Poets
Poetry Categories
Love Poetry
Sad Poetry
Friendship Poetry
Islamic Poetry
Punjabi Poetry
More Categories
Poetry SMS
Poetry Images
Tags
Poetry Videos
Featured Poets
Post your Poetry
News
Business
Mobile
Articles
Islam
Names
Health
Shop
More
WOMEN
AUTOS
ENews
Recipes
Poetries
Results
Videos
Directory
Photos
Business & Finance
Education News
Add Poetry
Home
LOVE POETRY
SAD POETRY
FAMOUS POETS
POETRY IMAGES
POETRY VIDEOS
NEWS
ARTICLES
MORE ON POETRY
Home
Urdu Poetry
Featured Poets
Siddique Ali
Search
Add Poetry
Poetries by Siddique Ali
Waqt Mila Tu Sochengey
Kuo Tu Acha Lagta Hai Waqt Mila Tu Sochengey
Tujh Main Kya Kya Dikhta Hai Waqt Mila Tu Sochengey
Sara Shehar Shanasai Ka Daweydar To Hai Lkn
Kon Hamara Apna Hai, Waqt Mila Tu Sochengey
Humne Usko Likha Tha Kuch Milney Ki Tadbeer Karo
Usney Likh Kar Bheja Hai,Waqt Mila Tu Sochengey
Mosam, Khushbu, Baad E Saba, Chand, Shafaq Aur Taaron Main
Kon Tumharey Jaisa Hai, Waqt Mila Tu Sochengey
Tum Apney Dil Ki Mano Ya Phr Dunya Walo Ki
Mushwara Uska Acha Hai, Waqt Mila Tu Sochengey
Ali
Copy
وہ تو صرف وہم و خیال تھا
اسے اپنے فردا کی فکر تھی، جو میرا واقفِ حال تھا
وہ جو اس کی صبحِ عروج تھی، وہی میرا وقتِ زوال تھا
میرا درد کیسے وہ جانتا، میری بات کیسے وہ مانتا
وہ تو خود فنا کے سفر میں تھا، اُسے روکنا بھی محال تھا
کہاں جاؤ گے مجھے چھوڑ کر، میں یہ پوچھ پوچھ کے تھک گیا
وہ جواب مجھ کو نہ دے سکا، وہ خود سراپا سوال تھا
وہ جو اس کے سامنے آگیا، وہی روشنی میں نہا گیا
عجب اس کی ہیبتِ حسن تھی، عجب اس کا رنگِ جمال تھا
دمِ واپسی اسے کیا ہوا، نہ وہ روشنی نہ وہ تازگی
وہ ستارہ کیسے بکھر گیا، وہ تو آپ اپنی مثال تھا
وہ ملا تو صدیوں کے بعد بھی، میرے لب پہ کوئی گلہ نہ تھا
اُسے میری چپ نے رلا دیا، جسے گفتگو میں کمال تھا
میرے ساتھ لگ کے وہ رو دیا، اور مجھے فقط اتنا وہ کہہ سکا
جسے جانتا تھا میں زندگی، وہ تو صرف وہم و خیال تھا
Ali
Copy
Rishta
Tera Taluq Mere Liye Tohfa Hai Khuda Ka
Jo Kabi Na Choote Wo Rishta Hai Wafa Ka
Hum Tujh Ko Kabi Bhula Na Sakenge
Tujse Rishta Hai Aise Jaise Lub Aur Dua Ka
Siddique Ali
Copy
حیا رکھتا ہو
وہ میرا ہو جو نگاہوں میں حیا رکھتا ہو
عمر بھر ساتھ چلے، عزم و وفا رکھتا ھو
ناز اسکے نہ اٹھاوں تو ناراض نہ ہو
غم اٹھا کر بھی ہنسنے کی ادا رکھتا ہو
Siddique Ali
Copy
Chahatien Ajeeb Hain
Ye Ulfaten Bhi Ajeeb Hain
Ye Chahatien Bhi Ajeeb Hain
Kabi Mil K Bhi Na Paas Hon
Kabi Pas Ho K Bhi Na Mil Sake
Kabi Yad Ayi To Beshumar
Kabi Ro Diye To Behisaab
Ye Dil Ki Halatien Bhi Ajeeb Hain
Ye Sazishen Bhi Ajeeb Hain
Kabi Larzishen
Kabi Ranjishen
Ye Uljhanen Bhi Ajeeb Hain
Ye Mushkilen Bhi Ajeeb Hain
Kabhi Tum Bhi Mere Pass Ate
Pyar Se Muje Manatey
Tum Hanstey To Sirf Mere Liye
Tum Rotey To Sirf Mere Liye
Ye Khwahishen Bhi Ajeeb Hain
Ye Hasraten Bhi Ajeeb Hain
Siddique ali
Copy
کسی سے ملتا نہیں
کیوں رکھوں میں اپنے قلم میں سیاہی
جب کوئی ارمان دل میں مچلتا ہی نہیں
نہ جانے کیوں سب شک کرتے ہیں مجھ پہ
جب سوکھا گلاب میری کتابوں میں ملتا ہی نہیں
کشش تو بہت تھی میرے پیار میں مگر
کیا کروں کوئی پتھر دل پگھلتا ہی نہیں
اے خدا ملے تو اس سے اپنا پیار مانگوں گی
پر سنا ہے وہ مرنے سے پہلے کسی کی سنتا نہیںچ
Siddique Ali
Copy
Tera Pyar Pareshan Rehta hai
Wo Oojhal Meri Nigahon Se Kahan Rehta Hai
Wo Ashk Ban Kar Ankhon Se Rawan Rehta Hai
Kisi Lamhe Tanha Nai Hone Deti Uski Yaadien
Merey Aangan Main Melay Ka Samaan Rehta Hai
Har Ghari Dil Daricha Khula Rakhte Hain
Har Ghari Uske Aanay Ka Gumaan Rehta Hai
Log Kehte Hain K Zakham Bhar Jatey Hain Aakhir
Zakham To Bhar Jate Hain Per Nishan Rehta Hai
Wo Milay To Sirf Itna Bata Dena Usko
Tujh Bin Tera Pyar Pareshan Rehta Hai
Siddique Ali
Copy
Kitna Pyar Karte Hai
Aao Kabi Khud Chal K Ghar Hamare
Dekho Kitna Yaad Karte Hain Tumhe
Kabi Ake Dekhlo Tanhai Me Halat Hamare
K Kitna Pyar Karte Hain Tumhe
Siddique Ali
Copy
Dil Nay Kisi Ko Dil Say Chaha
Ek Beqarari Main Doob Ker
Ek Masti Main Jhoom Ker
Muhabbat Nay Apna Izhaar Chaha
Zindagi Main Pehli Baar
Dil Nay Kisi Ko Dil Say Chaha
Khawab Baney Aarzoo Ki Terha
Umeed Bani Zindgi Ki Terha
Her Ehsaas Nay Iqraar Chaha
Zindgi Main Pehli Baar
Dil Nay Kisi Ko Dil Say Chaha
Etabaar Ka Hath Thaam Ker
Yadoon Ko Hamrah Ley Ker
Is Masoom Nay Bey-Ikhtiar Chaha
Zindgi Main Pehli Baar
Dil Nay Kisi Ko Dil Say Chaha
Ek Khoobsurat Etminaan Ki Terha
Tum Huey Hamari Duaa Ki Terha
Hum Ney Tumhain Toot Ker Chaha
Zindgi Main Pehli Baar
Dil Nay Kisi Ko Dil Say Chaha
Siddique Ali
Copy
Doori Ho Jati Hai
Pal Mein Doori Ho Jati Hai
Zaat Adhoori Ho Jati Hai
Pehlay Tu Hoti Hai Chahat
Phir Majboori Ho Jati Hai
Tanhai Jab Bool Paray Tu
Baat Zaroori Ho Jati Hai
Kuch Logo Ki Lamha Bhar Mein
Khwahish Poori Ho Jati Hai
Had Say Piyaar Guzar Jaye Tu
Aksar Doori Ho Jati Hai
Siddique Ali
Copy
Ehsaas Dilain Kesay
Teri Mukhtasir Si Chahat Ko Bhulain Kesay
Tumko Bhool Kar Khud Ko Chain Dilain Kesay
Na Jane Konsi Kashish Tere Pas Lay Aati Hai
Tere Paas Aakar Tujh Mein Samaein Kesay
Humne Dil Se Chaha Hai Tuhjhe
Teri Chahat K Qabil Khud Ko Banaien Kesay
Kyun Pochte Ho Humse Aansuo Ki Shiddat
Hum Us Mein Tera Aks Tujhe Dikhain Kesay
Hum Tumhain Bohat Muhabbat Karten Hain
Magar Tujhe Ye Ehsaas Dilain Kesay
Siddique Ali
Copy
Is Dil Mein Rahaa Karna
Jab Se Tumhein Dekha Hai
Jab Se Tumhein Paya Hai
Kuch Hosh Nahin Mujhko
Ek Nasha Sa Chhaya Hai
Ab Baat Jo Karni Ho
Aankhon Se Kaha Karna
Aey Kaash Dharkta Dil
Kuchh Der Thahar Jaaye
Ye Raat Mohabbat Ki
Yunhii Na Guzar Jaae
Baqi Hai Abhii Tum Par
Ye Jaan Fidaa Karnaa
Aankhon Mein Samaa Jaao
Is Dil Mein Rahaa Karna
Kismat Na Dikhaye Ab
Ghariyaan Furaqat Ki
Har Raat Yuunhi Chamake
Taqadir Mohabbat Ki
Aey Chand Sitaaro Tum
Mil Jul K Duaa Karna
Aankhon Mein Samaa Jaao
Is Dil Mein Rahaa Karna
Siddique Ali
Copy
Khawahish-E-Na-Tamam
Mare Zindagi Teray Naam Ho
Teri Dharkano Main Maqam Ho
Taray Khyal Main Meri Subha Ho
Teri Yaad Main Meri Sham Ho
Tujhe Dhekne Roo Broo Maray
Dil Ki Hai Ye Aarzoo
Tara Payar Hai Meri Aabro
Teri Aabro Ko Salaam Ho
Aay Meray Hamdam
Meray Sath Chalna Tu Har Qadam
Teray Lab Pe Rahay Jo Har Dam
Aay Kash Wo Mara Naam Ho
Mera Sar Ho Teri Goud Ho
Muhabbaton Ki Koi Na Hadood Ho
Teri Mehak Misl-E-Eud Hai
Tara Jism Sagar-O-Meena-O-Jaam Ho
Tum Hi Meri Zindagi Ka Tasalsil
Tum Hi Mare Zindgai Ka Hasil
Tum Hi Mare Kishtion Ka Sahil
Tum Hi Mare Khowish-E-Na Tumam Hoa
Siddique Ali
Copy
Piyar Bohat Hai
Jis K Intezar Mein Qarar Bohat Hai
Us Ka Milna Bhi Dushwar Bohat Hai
Wo Jo Mere Hathon Ki Lakero Mein Nahi
Us Nadan Se Hume Aaj Bhi Piyar Bohat Hai
Siddique Ali
Copy
Asaan Ho Tum
Meri Rooh Meri Jaan Ho Tum
Meri Har Khushi Arman Ho Tum
Sab Hai Pas Mere Lakin Ek Kami Si Hai
Ajao Mere Pas K Mera Sara Jahan Ho Tum
Paa Loon Ga Tujhe Kuch Is Tarha Or Phir Keh Doon Ga
Mushkil Nahi Bohat Asaan Ho Tum
Siddique Ali
Copy
Koi Aur Tumhain Mange Q
Tum Meri Soch Ho
Koi Aur Tumhain Soche Q
Tum Meri Chahat Ho
Koi Aur Tumhe Chahe Q
Tum Meri Nazar Ka Aina Ho
Koi Aur Tumhain Dekhe Q
Tum Mere Laboon Ka Naghma Ho
Koi Aur Tumhain Gae Q
Tum Meri Pyari Si Dua Ho
Koi Aur Tumhain Mange Q
Siddique Ali
Copy
Ankhen Bulati Hain
Jahan Bhi Ho Chale Aao Tumhen Yadien Bulati Hain
Tumhare Sath Jo Guzri Thin Wo Shamen Bulati Hain
Ye Na Samjho Tumhare Bin Kise Ka Dil Nahi Roota
Kisi Ki Aaj Bhi Tum Ko Udas Ankhen Bulati Hain
Siddique Ali
Copy
Manzil Mil Gai Muj Ko
Chlo Hum Maan Laity Hain Tumhain Hum Kho Chukay
Lakin Tmari Yaad Ab B Hamain Baytab Rkhti He
Hamari Saans Ab B Tumhari Aas Rkhti He
Mgr Ab Ye B Sunty Hain Tumhari Raah Roshan He
Tumhen Mil Jay Ga Koi Magar Afsos
Hum Jaisa Agr Pao Kahin Tum To
Mujay Do Harf Likh Dena K Manzil Mil Gai Muj Ko
Siddique Ali
Copy
Ehsaas Hota Hai
Na Jane Kyon Ye Ehsaas Hota Hai
Tu Nahi Pass Phir B Paas Hota Hai
Is Dil-E-Nadan Ne Tujhe Chaha Hi Bohat Hai
Tere Hi Dam Se To Zindagi Ka Ehsaas Hota Ha
Siddique Ali
Copy
To Kya Tum Yaad Karte Ho
Mere Hathon Ko Aksar Hath Main Le Kar
Ye Kehte The
K Jiwan Ki Kathan Rahon Main Mera Sath Do Gay Kya
Main Is Qabil Nahin, Ye Janta Aur Manta Bhi Hon
Magar Tanha Mere Hathon Main Apna Hath Dogi Kya
Mere Hathon Ko Aksar Hath Main Le Kar
Ye Kehte The
Qasam 'Wallah' Mohabbat Ki Tum Hi Mera Jiwan Ho
Tumhi Justuju Dil Ki Tumhi Khushion Ka Darpan Ho
Meri Be Rang Dunya Main, Meri Wiran Ratoon Main
Tumhi Payal Ki Chan Chan Ho
Tumhi Choori Ki Khun Khun Ho
Mere Hathon Ko Aksar Hath Main Le Kar
Ye Kehte The
Tumhare Paaon Main Zakhmon Ko Ghar Karne Nai Donga
Bharosa Tum Yehi Rakhna Raste Main Nai Choronga
Tumhari Rah Ke Kantoon Ko Palkoon Se Main Chun Longa
Mere Hathon Ko Aksar Hath Main Le Kar
To Kya Tum Yaad Karte Ho
Apne Se Wo Lamhe
Siddique Ali
Copy
Load More
Famous Poets
Mirza Ghalib
Allama Iqbal
Ahmed Faraz
Amjad Islam Amjad
Wasi Shah
Parveen Shakir
Faiz Ahmed Faiz
Munir Niazi
Jaun Elia
Gulzar
Tahzeeb Hafi
Ali Zaryoun
View More Poets