Subha Say Aankhain Num Hain

Poetzaman farooqi Submitted byzaman farooqi
Text size

Subha Say Aankhain Num Hain
Tere Naa Milne Ka Ghum Hain

K Say Dil Ko Sakoon Main Laao
Tuj Say Itna Ishq Janoon Hain

Rabba Pyar Dain Daiy
Sohna Dildar Dain Daiy

Us Ki Yaadoh Say Aajiz Ho
Ya Sansao Ko Band Kar Dain Tu

Teri Baatain Yaadain Yaad Hain
Tere Bin Meri Zindagi Udhas Hain

Phol Baagho Main Khilne Lage Hain
Pholo Ki Kushbo Tuj Bin Udhas Hain

Abar Barsne Ko Bas Tayar Hain
Farooqi Teri Yaadoh Main Griftar Hain

Subha Say Aankhain Num Hain
Tere Naa Milne Ka Ghum Hain

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied