Tanhaii

PoetAnwar Submitted byAnwar Afridi
Text size

Ye Aqidat Ka Ajab Azhar Haa
Daltay Kabroo Pay Phooloo K Har

Zindaa Ho To Koi Poochata He Nahi
Bad Marnay K Banatay Ha Mazar

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied