Tere Asshiqoon Ki Awal Saf Main Jane Ko Taras Rahain Hain
Rooz-Mehsher Yeh Aalaa Maqaam Pane Ko Taras Rahain Hain
Mere Naseeb Main Janat Ka Fisala Ho Yaa Na Ho Yaa Rasool-Lalah
Ham To Teri Darbar Main Jane Ko Taras Rahain Hain
Hazaroon Hasratoon Pe Yeh Hasrat Hawi Ho Gai
Sonehri Jaleeo Ko Seene Se Lagane Ko Taras Rahin Hain
Aawo Sapnoon Main Mere,Kro Kuch Batin Yaa Rasool-Lallah
Ham To Aise Soonehre Sapne Pane Ko Taras Rahin Hain
Teri Yeh Naatain Ham Goshe Goshe Main Sonate To Rahin Ge Lekin
Ham Masjid-E-Nabwi Main Yeh Natain Sunane Ko Taras Rahe Hain
Yoon Bathe Bethae Lete Litae Yoon Mout Na Aay
Yaa Rasool-Lallah Teri Rahoon Main Marne Ko Taras Rahin Hain