Toheen-e-Ishq
Text size
Takhayul Men Hai Dil-e-Daaghdaar Kii Siskioon Kii Takraar
Taweel Hai Shab-e-Taasuf Jaagey Hain Dard Be-shumaar
Meri Tehreer Key Ilfaz Tehzeeb k Daairey Mein Sogwaar
Warna Toheen-e-Ishq Mein Merey Zabt Kii Taaseer Hai Bekaar