Tum Bin Jina Kaisa Hai?

PoetAdnan Submitted byAdnan
Text size

Tum Bin Jina Kaisa Hai
Zehar Ko Peenay Jaisa Hai

Tum Se Bichar K Zinda Rehna
Hum Se Pochoo Kaisa Hai

Tum Ko Taktay Rehna
Chand Ko Taknay Jaisa Hai

Tera Hans Hans K Batain Karna
Khiltay Phoolon Jaisa Hai

Badal Teray Payar Ka Hum Dam
Aj To Khul K Barsa Hai

Chand Ki Nazrain Jhuk Jain
Dost Mera Aisa Hai
 

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied