Tum Ek Nai Rangeen Duniya

Poet Submitted byZunaira
Text size

Tum Ek Nai Rangeen Duniya Mein Goom Ho Jao Gey
Tum Ek Niya Phool Apny Coat Pey Saja Lo Gey

Mery Sang Beety Howey Lamhaat Aur Yadein
Ek Nai Seej Pey Hoty Howey Bhula Do Gey

Tumhari Chahto K Andaz Badalty Rahay
So, Tum Nai Chahat K Peymany Bana Lo Gey

Tumhein Mery Daard Ka Kiya Ehsas Hona Hai
Tum Tu Apny Zameer Ki Awaz Ko Dhaba Lo Gey

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied