Tum Hamse Ye Kehte Ho Muhabbat Nai Rahi
Text size
Tum Hamse Ye Kehte Ho Muhabbat Nai Rahi
Tum Hi Badal Gaye Ho Ya Wo Ulfat Nai Rahi
Her Baat Pe Tana Her Baat Mai Ghussa
Q Saaf Nai Kehte K Muhabbat Nai Rahi
Ghairon Pe Karam Apno Pe Sitam Karte Ho
Phir Shan Se Kehte Ho Qurbat Nai Rahi
Mana K Humse B Ghaltiyan Hoi Buhat
Shayad K Darguzar Ki Tmhe Adat Nai Rahi