Wo Naseeb Mai Nahi Tha

PoetKhan Baba Submitted bySalak Baks
Text size

Ya Rab Humain Tuj Say Koi Gilla Bhi Nahi
Wo Naseeb Main Nahi Tha Is Leya Mila Nahi

Seencha Tha Jiss Chaman Ko Apnay Dill Kay Lahoo Say
Phir Kyu Barsaat Main Koi Phool Khila Nahi

Na Lagaay Koi Chot Is Dill_E_ Natawan Per
Abhi Tu Phichla Zakham Bhi Muj Say Siila Nahi

Mangaa Tha Jhooliian Utha Utha Kar Usay
Mager Humain Duwaoon Ka Koi Siila Mila Nahi

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied