Yaqeen

Poet Submitted byAnam Rasheed
Text size

Mujh Se Log
Aksar Pocha Karty Hain
Kia Tumhein Ab Bhi
Intzaar Hy
Uss K Laut Aany Ka?
Aur Main Muskura K
Kehti Hon
Mujhy To Ab Bhi
Yaqeen Nahi
Uss K Chaly Jany Ka.
 

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied