Zakham e di

PoetAhmed Irfan Submitted byIrfan Ahmed
Text size

Zakham E Dil Barr Gaya Tau Kya Nishaan Mitaya Nahin Jaata
Umeed Mein Guzri Hai Shaam O Sehar Apni
Intezaar Mein Jee Aur Jalaya Nahin Jaata
Udhaasiyoo Mein B Kasdan Muskaratein Hain
Jafa Ki Saamne Sar Jhukaya Nahin Jaata
Hosh O Sabr Seh Ashk B Tham Gayeh Irfan
Daag E Dil Askhoo Seh Dhulaya Nahin Jaataa
 

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied