Zinfagi Kia Hien Ao Mai Tum Ko Batlaoun
Afatoun Ka Toofan HeinAnsoun Ka Anbar Hein
Dunia Fani HeinMatti Mai Kl Mil Jana Hien
Ye Ek Parindai K Si Kahani Hien
Dhondnai Nikli Houn Muhabatoun Ki Chaoun Ko Apnai Liye
Jahan Sirf Merai Wajood Ka Pachtawa He Pachatawa Hein
Ao Mai Tum Ko Batlaoun Maizajai Insaan
Jahan Sab Ko Khud Sai He Piyar Hien
Jo Karnai Lago Tum Kisi Sai Muhbat To Yad Rakhna
Ye Aaj Ki Dunia K Log HeinMuhabbat Sai Ye Anjaan Hein
Kia Bataoun Mai Apnai Dukhoun K Samandar Ka Haal
Jahan Ki See Pee B Log Khete HeinYe Bekaar Hein!
Zindagi Naam He Azmaishoun Ka HienDukhoun Ka Hein
Jis Nai Muskura Dia Wo He Sab Sai Zada Paraishan Hein
Kia Pochtai Ho Haal-E-Dil MeraTum To Khud He Bai Haal Ho
Bataoun Na Agar In Sooji Ankhoun Ki Waja To Tum Kaho Ye Bichari To Bimaar Hein
Yahan Khud He Khud Muskurana HeinKhud He Khud Rona Hien
Yaad Rakho Ye Azzab-E-Qayamat Ka Zamana Hein