Poetries by Zulqarnayn Awan
مظفر مجھ سے کہتا تھا مظفر مجھ سے کہتا تھا
کہ تیری سوچ میں ہے کیا؟
یہ تو کیا لکھتا رہتا ہے
تجھے نہ جان پایا ہوں
کہا میں نے ہنس کے یار
تو شاید سچ ہی کہتا ہے
میں بھی کہاں خود کو
ٹھیک سے پہچان پایا ہوں
بنایا عکس جو میں نے
الگ ہی شخص وہ نکلا
میری سوچوں کے بلکل ہی
برعکس وہ نکلا
میں جتنا پاس جاتا ہوں
وہ اتنا دور جاتا ہے
ہاں اس کے ایسا کرنے سے
میرا دل ٹوٹ جاتا ہے
میں جتنی بات کرتا ہوں
نظر انداز کرتا ہے
خدا جانے وہ کس کے کہنے پہ
یہ کام کرتا ہے
مظفر مجھ سے کہتا تھا
تو ٹینشن چھوڑ دے ساری
جو تو نے روگ پالا ہے
اب اس سے تو کنارہ کر
ہاں اس وقت اس کی باتیں
مجھکو کڑوی لگتی تھیں
مگر اب سوچتا ہوں میں
وہ شاید سچ ہی کہتا تھا
کوئی آنسو میری آنکھوں سے
جب چپ چاپ بہتا ہے
مجھے تب یاد آتا ہے
مظفر مجھ سے کہتا تھا Zulqarnayn Awan
کہ تیری سوچ میں ہے کیا؟
یہ تو کیا لکھتا رہتا ہے
تجھے نہ جان پایا ہوں
کہا میں نے ہنس کے یار
تو شاید سچ ہی کہتا ہے
میں بھی کہاں خود کو
ٹھیک سے پہچان پایا ہوں
بنایا عکس جو میں نے
الگ ہی شخص وہ نکلا
میری سوچوں کے بلکل ہی
برعکس وہ نکلا
میں جتنا پاس جاتا ہوں
وہ اتنا دور جاتا ہے
ہاں اس کے ایسا کرنے سے
میرا دل ٹوٹ جاتا ہے
میں جتنی بات کرتا ہوں
نظر انداز کرتا ہے
خدا جانے وہ کس کے کہنے پہ
یہ کام کرتا ہے
مظفر مجھ سے کہتا تھا
تو ٹینشن چھوڑ دے ساری
جو تو نے روگ پالا ہے
اب اس سے تو کنارہ کر
ہاں اس وقت اس کی باتیں
مجھکو کڑوی لگتی تھیں
مگر اب سوچتا ہوں میں
وہ شاید سچ ہی کہتا تھا
کوئی آنسو میری آنکھوں سے
جب چپ چاپ بہتا ہے
مجھے تب یاد آتا ہے
مظفر مجھ سے کہتا تھا Zulqarnayn Awan
اب جاگتے رہنا بھی اک خواب لگتا ہے اب جاگتے رہنا بھی اک خواب لگتا ہے
سچ، سچ نہیں لگتا، سراب لگتا ہے
کیسے میں اسکو ایک غزل میں قید کروں
جو دیکھنے میں پوری کتاب لگتا ہے
جس دن دیکھتا ہوں اسکو کسی کے ساتھ
اس دن کا ہر لمحہ، عذاب لگتا ہے
پانے کی اسے جلدی نہ کرو ‘ذوالقرنین‘
ان کاموں میں وقت تو جناب لگتا ہے Zulqarnayn Awan
سچ، سچ نہیں لگتا، سراب لگتا ہے
کیسے میں اسکو ایک غزل میں قید کروں
جو دیکھنے میں پوری کتاب لگتا ہے
جس دن دیکھتا ہوں اسکو کسی کے ساتھ
اس دن کا ہر لمحہ، عذاب لگتا ہے
پانے کی اسے جلدی نہ کرو ‘ذوالقرنین‘
ان کاموں میں وقت تو جناب لگتا ہے Zulqarnayn Awan
Yaadon Ki Ilmaari Ka Aik Khaana Aaj Bhi Mujhko Yaad Hai
Holay Se Muskaana Tera
Notes k Bahane Mujhse
Milne aa jana tera
Aur Meri Aankhon Mein
Dekhte Hi Jana Tera
Baaton Hi Baaton Mein
Mohabbat Jatlana Tera
Aur Meri Hairani Pe
Qahqaha Lagaana Tera
College k Din Ab Beet Gaye
Ham tum b kab k Bicharr Gaye
Phir Bhi Maine Likh Daala
Jaane kyun Fasaana Tera Zulqarnayn Awan
Holay Se Muskaana Tera
Notes k Bahane Mujhse
Milne aa jana tera
Aur Meri Aankhon Mein
Dekhte Hi Jana Tera
Baaton Hi Baaton Mein
Mohabbat Jatlana Tera
Aur Meri Hairani Pe
Qahqaha Lagaana Tera
College k Din Ab Beet Gaye
Ham tum b kab k Bicharr Gaye
Phir Bhi Maine Likh Daala
Jaane kyun Fasaana Tera Zulqarnayn Awan
Khaali khaali Rehne Lagi Hai Khaali khaali Rehne Lagi Hai
Be-khayali Rehne Lagi Hai
Larkiyan Larkiyon Jaisi Hain Par
Wo Niraali Rehne Lagi Hai
Behr-e-Qalb Me Us k Bina
khushk-Saali Rehne Lagi Hai
Tabiyat ka Haal Mat Poocho
Tabah Haali Rehne Lagi Hai
Ab Wo Nai To ZULQARNAYN
Aankhon Me Laali Rehne Lagi Hai Zulqarnayn Awan
Be-khayali Rehne Lagi Hai
Larkiyan Larkiyon Jaisi Hain Par
Wo Niraali Rehne Lagi Hai
Behr-e-Qalb Me Us k Bina
khushk-Saali Rehne Lagi Hai
Tabiyat ka Haal Mat Poocho
Tabah Haali Rehne Lagi Hai
Ab Wo Nai To ZULQARNAYN
Aankhon Me Laali Rehne Lagi Hai Zulqarnayn Awan
Naat e Rasool e Maqbool S.A.W Paigham Madiney Ko Le Ja Tu Ae Saba
Naseeb Hamein B Ho Deedar E Mustafa S.A.W
Kehna Unhein K Unki Umat Hai Gham Mein Aaj
Nigah Karam Ki Krna Sarakar E Mustafa S.A.W
Afsos Aaj Ka Momin Daulat Ka Hai Pujari
Kash Yaad Usko Aaye Inkasaar E Mustafa S.A.W
Na Teer Na Talwar Se Hui Tableegh E Islami
Hai Iski Waja To Bus Guftaar E Mustafa S.A.W
Islam Ki Tareekh B Deti Hai Gawahi
Bach Na Paayega Ko B Khatakaar E Mustafa S.A.W
Is Jaan Ki To Koi Keemat Nahi 'Zulqarnayn'
Allah Pe Ye Qurban Aur Nisaar E Mustafa S.A.W Zulqarnayn Awan
Naseeb Hamein B Ho Deedar E Mustafa S.A.W
Kehna Unhein K Unki Umat Hai Gham Mein Aaj
Nigah Karam Ki Krna Sarakar E Mustafa S.A.W
Afsos Aaj Ka Momin Daulat Ka Hai Pujari
Kash Yaad Usko Aaye Inkasaar E Mustafa S.A.W
Na Teer Na Talwar Se Hui Tableegh E Islami
Hai Iski Waja To Bus Guftaar E Mustafa S.A.W
Islam Ki Tareekh B Deti Hai Gawahi
Bach Na Paayega Ko B Khatakaar E Mustafa S.A.W
Is Jaan Ki To Koi Keemat Nahi 'Zulqarnayn'
Allah Pe Ye Qurban Aur Nisaar E Mustafa S.A.W Zulqarnayn Awan
Main Aur Ahsan Main Aur Ahsan, Younhi Ik Din
Bahir Kahin Pe Ghoom Rahe Thay.
Kuch Mausam Me Bhi Thi Masti
Aur Kuch Hum Bhi Jhoom Rahe Thay.
Chalte Chalte Maine Poochha
Yaar Ahsan Ik Baat Bata
Mohabat Ka Koi Wajood Bhi Hai
Ya Hamare Zehen Ki Haj Ikhtara?
Ahsan Bola Hans K Mujhse
Aksar Khola Ye Baab Na Kar
Enjoy Krne Aaya Hoon
Mera Mood Kharab Na Kr
Ye Ishq Mohabat Kuch Bhi Nahi
Bilawaja Ki Dramay Baazi Hai
Sab Jhoothay Waadey Krte Hain
Na Gawah Hai Na Qazi Hai
Tu Mujhko Aisi Misaal Dikha
K Phir Na Main Inkaar Karoon
Main Bhi Lafz Mohabat Pe
Sache Dil Se Iqraar Kroon
Ye Sun Kr Main Chonk Gaya
Darya E Soch Me Gharaq Hua
Phir Yakayak Ik Khayal Aaya
Kuch Meri Haalat Mein Faraq Hua
Kisi Ne Mujh Me Rooh Phoonki
Jazbaat Me Main Behta Hi Gaya
Mohabat Ki Azeem Misaalon Ko
Aqeedat Se Kehta Hi Gaya
Aik Mohabat Adam Ki
Naam Jiska Hawa Hai
Aik Ishq Khuda Ka Bhi
Jiska Naam Mustafa S.A.W Hai
Is Baat Ne Ahsan K Labon Pe
Jaise Qafal Tha Daal Diya
Jaane Ya Anjaane Me Maine
Jawaab Kaisa Kamaal Diya Zulqarnayn Awan
Bahir Kahin Pe Ghoom Rahe Thay.
Kuch Mausam Me Bhi Thi Masti
Aur Kuch Hum Bhi Jhoom Rahe Thay.
Chalte Chalte Maine Poochha
Yaar Ahsan Ik Baat Bata
Mohabat Ka Koi Wajood Bhi Hai
Ya Hamare Zehen Ki Haj Ikhtara?
Ahsan Bola Hans K Mujhse
Aksar Khola Ye Baab Na Kar
Enjoy Krne Aaya Hoon
Mera Mood Kharab Na Kr
Ye Ishq Mohabat Kuch Bhi Nahi
Bilawaja Ki Dramay Baazi Hai
Sab Jhoothay Waadey Krte Hain
Na Gawah Hai Na Qazi Hai
Tu Mujhko Aisi Misaal Dikha
K Phir Na Main Inkaar Karoon
Main Bhi Lafz Mohabat Pe
Sache Dil Se Iqraar Kroon
Ye Sun Kr Main Chonk Gaya
Darya E Soch Me Gharaq Hua
Phir Yakayak Ik Khayal Aaya
Kuch Meri Haalat Mein Faraq Hua
Kisi Ne Mujh Me Rooh Phoonki
Jazbaat Me Main Behta Hi Gaya
Mohabat Ki Azeem Misaalon Ko
Aqeedat Se Kehta Hi Gaya
Aik Mohabat Adam Ki
Naam Jiska Hawa Hai
Aik Ishq Khuda Ka Bhi
Jiska Naam Mustafa S.A.W Hai
Is Baat Ne Ahsan K Labon Pe
Jaise Qafal Tha Daal Diya
Jaane Ya Anjaane Me Maine
Jawaab Kaisa Kamaal Diya Zulqarnayn Awan
Baarish Main Acha Khaasa Tujhko Bhoolne
ki Koshishon Me Tha
Teri Sochon k Mehvar Se Nikalne ki
Sazishon Me Tha
Mujhe Is Kaam Me Kamyabi Bas
Milne Hi Wali Thi
Meri Ye Zindagi Pehle k Jaisi Ban-ne
Hi Wali Thi
Magar Ye Kya?
Magar Ye Kya, Aasmaan Pe Baadal Se
Chhaaye Hain
Meri Sab Koshishon Pe Lagta Hai
Khul k Muskuraaye Hain
Haan Ye Sach Hai, Bhulane Me
Tujhe koi Kami Na ki
Magar Me Bhool Betha Tha Yehi
Marzi Hai Qismat ki
Ab Ye ‘Baarish’ Jo Aayi Hai, Teri
Khushboo Bhi Laayi Hai
Mere Dil Pe, Zehen Pe, Phr Se Teri
Yaad Chhaayi Hai Zulqarnayn Awan
ki Koshishon Me Tha
Teri Sochon k Mehvar Se Nikalne ki
Sazishon Me Tha
Mujhe Is Kaam Me Kamyabi Bas
Milne Hi Wali Thi
Meri Ye Zindagi Pehle k Jaisi Ban-ne
Hi Wali Thi
Magar Ye Kya?
Magar Ye Kya, Aasmaan Pe Baadal Se
Chhaaye Hain
Meri Sab Koshishon Pe Lagta Hai
Khul k Muskuraaye Hain
Haan Ye Sach Hai, Bhulane Me
Tujhe koi Kami Na ki
Magar Me Bhool Betha Tha Yehi
Marzi Hai Qismat ki
Ab Ye ‘Baarish’ Jo Aayi Hai, Teri
Khushboo Bhi Laayi Hai
Mere Dil Pe, Zehen Pe, Phr Se Teri
Yaad Chhaayi Hai Zulqarnayn Awan
Tum Meri Aankhon Kay Dekhe Hue Har Khwaab Mein Tum Ho
Meri Kahani Kay Har Lamha E Betaab Mein Tum Ho
Meherbaan Raaton Aur Saffaak Dino Kay Beech
Phalsafa E Ishq Kay Har Baab Mein Tum Ho
Main Gum Hua Tumhaari Zaat Kay Mehwar Mein
Saroor E Zindagi Kay Mizraab Mein Tum Ho
Kuch To Raabta Hai Tum Se Mere Dil Ko
Pal Pal Is Per Utartey Azaab Mein Tum Ho Zulqarnayn Awan
Meri Kahani Kay Har Lamha E Betaab Mein Tum Ho
Meherbaan Raaton Aur Saffaak Dino Kay Beech
Phalsafa E Ishq Kay Har Baab Mein Tum Ho
Main Gum Hua Tumhaari Zaat Kay Mehwar Mein
Saroor E Zindagi Kay Mizraab Mein Tum Ho
Kuch To Raabta Hai Tum Se Mere Dil Ko
Pal Pal Is Per Utartey Azaab Mein Tum Ho Zulqarnayn Awan