Dil Poetry, Shayari in Urdu & Ghazals
Dil Poetry is best way to express your words and emotion. Check out the amazing collection of express your feeling in words. This section is based on a huge data of all the latest Dil Shayari that can be dedicated to your family, friends and love ones. Convey the inner feelings of heart with this world’s largest Dil Poetry in urdu 2 lines compilation that offers an individual to show the sentiments through words.
Dil Shayari Images
Hum Bhe Apna Suraag Ley Aaye
Kuch Nahi, Bus Tumhari Mehfil Se
Bad Gumani Kay Daag Ley Aaye
Baat Dil Ki The, Dil Se Hojati
Beech Mein Tum Demaag Ley Aaye
Khana-E-Dil Mein Roshni Kay Leye
Us Gali Say Cheraag Ley Aaye
Hum Nikal K Hisar-E-Jan Se Sahar
Zindagi Mein Faraag Ley Aaye
Kahun Kia K Haal Be-Haal Hua Hai Dil Ka
Samete Bhi Nah Simte Abto Hai Ye Kaifyat
Reza Reza Bhi Kia Kamaal Hua Hai Dil Ka
Ek Umeed Thi Us Se Waqt-E-Iqrar-E-Mohabbat
Afsos K Zarra Zarra Pamaal Hua Hai Dil Ka
Paya Bhi Nah Tha Aur Kho Dia Usse
Naseeb Abto Ye Hi Malal Hua Hai Dil Ka
Yad-E-Mazi K Zakhmo Ki Hai Kuchh Aesi Inayat
Purza Purza Gham Se Nidhal Hua Hai Dil Ka
Rakhe Sada Khush Khuda Shaad Usse
Ab Ye Hi Armaan Bs Khayal Hua Hai Dil Ka
Dua Go Hain Khushi K Uski Waqt-E-Rukhsat
Khush Hain Akhir Ko Zawaal Hua Hai Dil Ka
Chaho Tou Bata Saktay Ho Usay Dil Ki Bat Tum
Gamon Ko Baha Do Apny Ansoon Ki Tarhan
Chaho Tou Usay Ja K Apna Sakty Ho Tum
Torr Do Kisi B Dewar Ko Jo Samnay Tumharay Aeay
Chaho Tou Larr Sakty Ho Saray Samaj Sy Tum
Usay Pana Hy Tou Ye Sab Karna Paray Ga Warna,
Chaho Tou Usay Bhool K Ja Saktay Ho Tum
Ger Gaey Usay Chorr K Tou Wo Tmhari Na Ho Sakay Gi
Chaho Tou Badal Saktay Ho Apnay Iraday Ko Tum
Sunna Na Apny Dil K Elawa Kisi Aur Ki
Chaho Tou Kya Kuch Nahi Ker Saktay Ho Tum
To Aik Main Sirf Tu He Tu Hoti
Aur Dusrey Main Terey Liye Meri Mohabbat
Ager Do Dimaag Hotey Mere Sir Main
To Aik Main Sirf Teri Tasweer Hoti
Aur Dusrey Main Tera Tasawur
Ager Do Zabaan Hoti Mere Muun Main
To Aik Pe Sirf Tera Ziker Hota
Aur Dusrey Se Tera Naam Jhapta
Kaash Kabhi Aisa Bhi Hota Ke
Tu Bhi Do Hoti Jo Aik Ager
Inkaar Kardeti To Dusri Maan Jaati
Tufano Mein Saahil Bari Mushkil Se Milte Hain
Yun Toh Mil Jata Hai Har Koi
Magar Ap Jaise Dost Naseebon Se Milte Hain
Kuch Rishte Anjane Mein Hojate Hain
Pahle Dil Phir Zindagi Se Jurr Jate Hain
Kehte Hain Uss Daur Ko Dosti
Jis Mein Dil Se Dil Najane Kab Miljate Hain
Chup Chap Ham Unki Muhabbat Ka Intaizar Kartay Hain
Jin Rahon Par Unka Chalna Mushkil Hai
Unhi Rahon Par Ham Unka Intaizar Kartay Hain
Tarap K Daikho Kisi Ki Chahat Mein
Toh Pata Chalay Intaizar Kya Hota Hai
Mil Jaye Har Koi Yunhi Raho Mein
Toh Kaise Pata Chalay Pyar Kya Hota Hai
Ishq Aisa Karo Ke Dharkan Mein Utar Jaye
San's Bhi Lo Toh Khushbu Uski Aye
Pyar Ka Nasha Aankho Par Aisa Chaye
Baat Koi Bhi Ho Par Naam Usika Aaye
Dil Poetry
No one can undermine the importance of love in our lives. The Dil Poetry is among the significant forms of sad poetry. It allows us to say a lot to other person with just a small couplet or poem. When people say a Dil Poetry in urdu to another person, they are actually showing admiration or showing love towards them. The expression of positive feelings is usually visible in this form of poetry.
People who prefer Dil Shayari in Urdu are often sensitive by nature. However, they love to read the Dil Udas Poetry as it reflects the phase of life they are facing. No matter whatever the situation is, the Urdu Poetry just enlightens our mood and gives us a relaxed feeling. By reading Dil Shayari, your feeling towards another person will be further increased. The powerful words are a good way to impress the people you love the most.
Here, you can view the soulful Dil poems in Urdu. You can also express your emotions in other languages. You can share the Dil Shayari in Urdu, English, and Roman Hindi. Dil poetry from renowned poets such as Ali Zaryoun, Habib Jalib, Tehzeeb Hafi and other poets is available here.
Sad poetry in Urdu really touches the heart. Sometimes it’s the only way to express feelings that are too deep for words. I often read shayari by Ghalib or Faraz when I’m feeling low. Even just a couple of lines can bring so much comfort. Reading these verses also makes me feel like someone else understands what I’m going through.
- Tahira , Lahore
- Tue 28 Oct, 2025
A heartfelt collection of sad shayari in Urdu that allows readers to connect with their emotions and find solace through words.
- Bareera , Karachi
- Mon 27 Oct, 2025
An emotive selection of sad shayari in Urdu that resonates deeply with anyone going through heartache or reflection.
- Yasir , Karachi
- Thu 23 Oct, 2025















