Ishq

Poet: By: zeryab khan, lahore pakistan

Kiya Hai Piyar Tu Shikwa Naa Kar Ess Zamany Ka
Bayan Huwa Tu Kiya Husan Ess Fasany Kaa

Saza K Toor Par Hamain Mili Bewafai Zeryab
Bara Shoq Tha Hamain Neya Yar Banany Ka

Rate it:
Views: 647
07 Nov, 2018