Add Poetry

Qabar

Poet: Usman Arif By: Usman Arif, Lahore

Ye Meri Qabar Pe Drama Na Rachaya Jaye
Koi Itna Khair Khawa Hai To Us Sath Dafnaya Jaye
Lafzoon Se Qabar Khuday, Kitabo Se Qutbaa Banaya Jaye
Meri ik Shart Hai Pehle Us Kambukht Ko Bulaya Jaye
Logo Ko Bataya Jaye, Janaza Srif Ashiq Se Perhaya Jaye
Phir Us Bewafa K Samne Dafana Jaye
Alan Huwa Shor Machaa K Aaj Dunia Se Usman Uth Geya
Ye Kehna Tha Imam Ka. Logo Ne Kaha Chalo Aj Jashan Manya Jaye
Mujh Se Tangh Thay Zamane Walay
Kash Inko Bhi Ainna Dekhya Jaye
Badnaam Huwa Kyun K Ishq Ka Kalma Yaad Huwa
Ager Ishq Kerna Gunnah Hai To Phir Mujhe Sab K Samne Jalaya Jaye
USMAN... Sar e Maktaal Hans Hans K Sooli Char Jaon
Jo Unke Hathon Phandah Pehnaya Jaye

 

Rate it:
Views: 3350
06 Apr, 2019
Related Tags on Sad Poetry
Load More Tags
More Sad Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets