Add Poetry

Sirf Imran Khan Hongay

Poet: HASANPURKI By: M.HASAN, KARACHI

Curruption Is Mulk Me Hargiz Na Hongay
Jb Imran Khan Is Mulk K Sadr Hongay

Aazmaye Hein Tumko 63 Saloo Se Hm Ne
Ab Koi Bi Mujrim Takht Pr Na Hongay

Maafi Ka B Moqa Mil Jaye Shayed
Magar Jo Mujrim Ho Wo Jailoo Me Hongay

Nazar Aaye Ga Insaf Hr Nazar Me
Defence Or Korangi Me Koi Farq Na Hongay

Sirf Charche Hi Insaf K Na Hongay
Haqeeqat Me Be Kutch Insaf Hongay

Ameer Or Gareeb Me Koi Farq Na Hongay
School College Me Aik Hi Nisab Hongay

Koi Gareeb Taleem Se Mehroom Na Hongay
Saarey Insanoo K Liye Moqe Brabar Hongay

Na Koi Be-Moot Mare Ga Ilaj K Bagair
Jb Sarkari Hospital Me Maseeha Hongay

Mulk Ka Hr Idara Kam Kare Ga Dianatdaree Se
Jb Insaf Ka Dor Dora Hoga Or Mafiaz Na Hongay

Guzar Jayega Din Or Raat Chain Se Us Waqt Sb Ki
Jb Mil Jayein Gay Insaf Koi Dar Badar Na Hongay

Na Geelani Na Zardari Na Koi Or Hongay
Hr Gali Hr Nagar Sirf Imran Khan Hongay


 

Rate it:
Views: 4176
14 Nov, 2011
More Political Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets