Add Poetry

15 Dec,2012 k Halaat pe Ek Nazar

Poet: Nadeem Ahmed Nadeem By: Muhammad Nadeem, Karachi

Aaj Sub Jo Nikla... Ek Hujoom Sarkon Pe Parishan Nazar Aaya
Halaat Hain Bary Kharab Ey Kehta Koi Qareeb Nazar Aaya

Na Gari Hay Na Sawari Na Jata Koi Sarkon Pe Nazar Aaya
Tayyar Thy Sab.. Montazir Garion K ....Hamain Yunhi Muntazir Har Aadmi Nazar Aaya

Kuch Jawan Sarkon Pe Danda Ley Manind Zamany Ka Hawaldaar Nazar Aaya
Khaber Thi Zamany Me..Tauheen E Adalat Ka Murtakib... (A) Unhain Nazar Aaya

Dukany Wa Bazar Band Thay ....Gharon Me Khurd o Nosh Khatam Hamain Nazar Aaya
Ey Halaat Nahi Aaj K.... Har Roz Kai Bahanon Se Ey Manzar Hamain Nazar Aaya

Ey Khamosh Ehtajaaj Ya Pur Tashadud Ho ... Har Haal Me Takleef Deta Hamain Nazar Aaya
Tauheen E Risalat Pe Ehtajaaj Kia Hota To Tauheen E Adalat Pe Ehtajaaj Kamiab Hota Hamain Nazar Aaya

Rate it:
Views: 268
22 Dec, 2012
Related Tags on General Poetry
Load More Tags
More General Poetry
Popular Poetries
View More Poetries
Famous Poets
View More Poets