Ab Agr Aao To Jane Ke Lye Mat Aana

PoetMohsin Shaikh Submitted byMohsin Shaikh
Text size

Ab Agar Aao To Jane Ke Liye Mat Aana
Sirf Ehsaan Jatane Ke Liye Mt Ana

Maine Palko Pe Tamanaye Sja Rakhi Hain
Dil Mai Ummeed Ki Kuch Shamein Jla Rakhi Hain

Pyar Ki Aag Mein Zanjire Phighal Skti Hein
Chahne Walo Ki Takdire Badal Skti Hein

Tum Ho Bebas Ye Batane Ke Lye Mt Aana
Ab Agr Aao To Jane Ke Lye Mat Aana

Related tags on Parveen Shakir poetry

Copied